YouTube Music and YouTube Premium launch in India
Hello Dosto aaj ham baat karne wale hai Youtube ke naye Application Youtube Music ke bare mai to chaliye start karte hai.
Also Read this - Realme 3 India Launch Teased by Company | Technology News
Also Read this - Realme 3 India Launch Teased by Company | Technology News
Youtube Music
Google ne baaki Music Company ko takkar dene ke liye Google ne apna Music platform utra hai jisme Free and paid dono milte hai. jiska naam Youtube Music rakha gaya hai. Is aap per apko sirf music dekhne ko milega paid option mai Premium naam diya gaya hai. is per apko Rs.99 ka monthly pack purchase karna hoga is premium option mai ads nahi ayege or agar aap free option per use karenge to ads dekhne ko milenge.
Also read this- Samsung Galaxy S10, Galaxy S10+, Galaxy S10E Price in india
Youtube Music premium mein aap Music ko offline download kar sakenge lakin iske liye apko Monthly pay karna hoga. Company ne iske sath Youtube Premium bhi launch kar diya hai. Ye bhi ek paid service hoga, is service ke liye Rs.129 per month pay karna hoga iss subscription plan ko lene per apko ads free content dekhne ko milega saath hi aap Youtube ke original content ko bhi dekh payenge. Youtube premium subscription mai youtube Music bhi included hai. Iss premium service mein aap language wise bhi audio, Video ko choose ker payenge.
Google ne india ke sabhi streaming company jaise Jio savaan, Amazon Prime Music, spotify jaise Music platform already available hain inhi ko takkar dene ke liye Google ne apni service launch ki hai, jaise ki ham jante hai ki youtube sabse jyada dekhe jane wale Apps mai ata hai.
|| जय हिन्द वन्दे मातरम ||
No comments:
Post a Comment