Why Smartphone Quickly Overheat in Summer Season in Hindi:-
Hello dosto, aaj ham bat karne wale hai ki kyu phone garimyo mai jaldi heat ho jate hai. Kasai phone ko heat hone se roke janne is Article mai to post accha lage to apne friends ke saath bhi share kardena to shuru karte hai.
Don’t use your Smartphone too much:-
Phone ko bina matlab use naa kare agar aap apne phone ko summer yani ki (garmi) mai cool rakhna chate hai to over use bikul naa kare agar aap phone ko full heat hone tak use karte hai to apka phone blast bhi ho sakta hai phone mai apko jitni bhi kaam ho utna use kare.
Room Temperature:-
Agar apka room temperature high hai to ye bhi ek karaan ho sakta hai phone heating ka to phone ko cool rehne ke liye aap koi thandi place per rakhe phone or apne room ke temperature ko kam karne ke liye fan ya cooler on karde phir aap apne phone ko use karenge to heat jaldi nahi hoga.
Remove your phones back cover:-
Agar aap apne phone per heavy back cover ya silicone case lagaya ho to use nikaal de jisse phone ki produce heat bahr nikal sake or charging per hamesa apne phone ke cover ko utaar kar hi charge kare jisse charge hone ke time per airflow maintain rahe jisse phone over heat nahi hoga or charging ke wakt phone use naa kare.
Don’t carry your phone on back pocket:-
Agar aap apne phone ko hamesha jeans ke jeb ya (back Pocket) main rakhte hai to bilkul bhi aisa naa kare kyoki phone se nikalne wale heat apke jeb mai hi ghumte rehta hai or phone per bilkul bhi airflow nahi bana rehta jisse kai baar phone pockets mai hi blast ho jaate hai isse bachne ke liye aap kam se kam apne phone ko carry kare sabse better ye rehega ki aap ek phone stand kharid le jis per phone rakh de.
Protect your Smartphone from Direct sunlight:-
Apne phone ko direct sun light se bachye kyoki sunlight (suraj ki roshni) Hot (garam) or infrared light hoti jo turant kisi bhi chij ko gram kardeti hai isliye apne phone ko hamesha sunlight se bacha ke rakhe.
Airplane Mode:-
Ye mode phone ko cool rakhne ka best solution hai. is mode ko on karte hi apke phone se saare network cutout ho jate hai agar apka phone mai koi use na ho to aap iss mode ko on karde ya night mai on karde jisse aapka phone thanda rahega. Or phone recent background clear karde jisse phone mai koi task naa hone per phone normal temperature per rahega. Agar aap apne phone ko Airplane mode mai nahi rakhna chate to Data ko off kar dijiye.
agar mera post apko accha lage to friend ke sath and groups mai jarur share kijiye or subscribe karna bhulna mat aab milte hai naye article mai tab tak
|| जय हिन्द वन्दे मातरम ||
No comments:
Post a Comment