Hello dosto,
Aaj ham baat karne wale hai, Vivo V15 Pro ke bare me to chaliye start karte hai.
Also Read this- OPPO K1 Launched india price 16,990
Vivo V15 Pro key specification:-
Vivo V15 Pro ke specification leak ho gaye hai yeh Vivo V11 Pro ka upgrade hai or iski screen FHD+ 6.39 inch AMOLED display di gayi hai. Vivo ke is Smartphone mai Snapdragan 675 processer or 6GB ki Ram milti hai, iske alawa Vivo V15 Pro ki kimat bhi samne ayi hai.Vivo V15 Pro ko bharat mai 20 February ko launch kiya jaiega company ke dwara phone ka teaser video bhi youtube mai dikhaya hai.
Tipster ishan agarwal ne tweeter perVivo V15 Pro ke specification bataye hai. Or smartphone ki price 33,000 rupye ke aas-pass hone ka pata chala hai.
Leak hue specification ko sahi mane toVivo V15 Pro mai 6.39 inch FHD+ ki Amoled or processer mai Snapdragon ka 675 hoga 6GB ki ram or 128GB ki storage ho sakta hai.
Also Read this- How Make Money Online with phone
Smartphone ki battery 3,700 mAH ki ho sakti hai or yeh Dual engine or fast engine technology se lass hoga. Haal hi mai pata chala hai ki Vivo V15 Pro mai 32 MP ke selfie popup selfie camera ke sath aane wala world ka sabse phela smartphone hoga. Apko ko pata hi hoga ki phicle saal Vivo Nex mai mili thi. Is smartphone per back camera 48MP ka Quad primary camera sensor diya jaiega. Yeh phone triple camera setup ka hoga.
Leak hue specification se pata chala hai Vivo V15 Pro 8MP ka secondary camera 5MP ka third camera hoga ham specification ko lekar kaha jaraha hai ki yeh india mai aane ke baad change ho sakte hai.
Also Read this- Redmi Note 7 launched in india
Is phone ko Vivo V15 Pro ko 20thFebruary ko launch kiya jaiega phone ko kaha jaraha hai ki phone Amazon india per aa sakta hai.
Also Read this- Pubg Ban in india soon
Is phone ki baaki specification ke liye hamare sath jude rahe or hamare is post ko share jarur kare or comment karke bata ki yeh phone apko kaiesa laga kya hai apke vichar is phone ke bare mai jo comment karega uske naam ko mai post ke last mai feature karunge.
|| जय हिन्द वन्दे मातरम ||
No comments:
Post a Comment